Tuesday, 28 February 2017

Footprinting As A Hacker Tool Explained By Hax4Us (Hindi-English)

Leave a Comment
Hax4Us
Dosto Aaj TechGyan In Hindi Me Me Apko Bataunga Ki FootPrinting Kya Hoti Hai And Hackers Kese Iska Use Karte Hai Hacking Ke Liye......


Footprinting (also known as reconnaissance) is the technique used for gathering information about computer systems and the entities they belong to. To get this information, a hacker might use various tools and technologies. This information is very useful to a hacker who is trying to crack a whole system.

Dosto Upper Mene Footprinting Ki definition di hai and Isse Aapko pata chal gaya hoga ki footprinting kya hoti hai ...

Footprinting Kuch nahi ek process hai jisme koi bhi hacker apne victim ke baare me all information gather karta hai...

And kisi ki information gather karne ke liye bahut saari techniques and tools hai jisse hum successful footprinting kar sakte hai.
And Kuch Tools And Techniques Ke Baare Me aapko Bataunga :-
  1. Maan Lijiye Aapko Ek Site hack karni hai to aapko sabse pehle uss site ke baare me full info honi chahye , To iske liye aap https://whois.com Par ja sakte hai ,, ye No.1 site hai Jo internet par available almost sites ki information gather karti hai. Mene Ek screenshot bhi attach kara hai jisme mene Facebook ki all detail nikali hai whois.com se.aap bhi try kare and enjoy kare.
  1. Whois.com
  1. Dosto aap maan lijiye ki aapko SQL attack karna hai to aapko website ki all detail honi chaye like uss site pe total post ya total pages kitne hai , iske liye aap sitemap.xml file ko search kar sakte hai. "Sitemap.XML file vo file hoti jisme kisi bhi site ke content ki all information hoti hai and isi file ki help se google bhi kisi bhi site ki files ya pages ya post access ya search karta hai ". To Aapko karna ye hai ki aapko jisse site ki content info chaye uss site ke URL ke last me sitemap.xml type kare...for example me apni site www.Hax4Us.Blogspot.in ka sitemap nikalna chahu to muje apni site "www.Hax4Us.blogspot.in/sitemap.xml" search karni hogi .Aap bhi try karke deke.
  1. Ek PC ka software bhi aata jiska name hai " ANUBIS " .Aap ise download karke bhi footprinting Kar sakte hai.

Note:- Agar Aapko Iss Post Se Related Koi Bhi Problem Ho To Aap Comment Me Pooch Sakte Hai And Subscribe Karna Na Bhoole , Isse Hoga Ye Ki Jab Bhi Me Post Daalunga Aapke Email Pe Personally Send Ho Jayegi.


If You Enjoyed This, Take 5 Seconds To Share It

0 comments:

Post a Comment