Tuesday, 7 March 2017

(Hindi) How To Hide AnyThing In Android WiThouT AnY App (Hax4Us)

2 comments
Hax4Us
Dosto ajkal Bahut Bande Alag Alag Type Ki Applications Install Karte Hai Jisse Vo Apna Private Data (Image , videos , Or Any Other Files ) Hidden Kar Sake.....


To Aaj Me Aapko Bahut Hi Simple But Effective Tarika Bataunga Jisse Aapko Kisi Bhi Application Ko Install Karne Ki Jarurat Nahi Padegi....

To Chaliye Dekhte Hai....


Steps :


  1. First Aap Koi Bhi Image Ya Video Select Kare . 
    Hax4Us
  2. Frr Aap Use Rename Option Select Kare.
    Hax4Us
  3. Ab Rename Me Aapko Bss Last Me Extension Change Karna Hai Like Niche Screenshot Me Mene .mp3 Ki Jagah Only 'g' likha Hai Vese Aap Kuch Bhi Likh Sakte Hai.
    Hax4Us
  4. Isse Hoga Ye Ki Ab Vo File Music Ya Video Unsupported Ho Jayegi And Ab Vo Gallery Me Show Nahi Hogi.
    Hax4Us
Note:- Agar Aapko Iss Post Se Related Koi Problem Hai To Aap Comment Me Pooch Sakte Hai.
If You Enjoyed This, Take 5 Seconds To Share It

2 comments: